|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
| |
|
|
|
Galib
na tha kuchch to KHuda tha, kuchch na hota to KHuda hota duboya mujhko hone ne, na hota maiN to kya hota ?
huaa jab GHam se yooN behis to GHam kya sar ke kaTne ka na hota gar juda tan se to zaanooN par dhaRa hota
[ behis = shocked/stunned, zaanooN = knee ]
huee muddat ke ?GHalib? mar gaya par yaad aata hai wo har ek baat pe kehana, ke yooN hota to kya hota ?
|
|
| | |
|
|
|
|
|
|
|